Islam Ki Rahnumai @Mz ek Islami taleemi website hai jiska maqsad Qur'an aur Sahih Ahadith ki roshni me Deen ki baaton ko aasaan zuban me logon tak pahunchana hai.
Is website par Islam ke bunyadi aqeede, ibadat, akhlaq, Islami tareekh, Ambiya-e-Kiram (A.S) ke waqiat, Qur'ani paighamat aur rozmarrah zindagi se mutalliq Islami rehnumai pesh ki jati hai.
![]() |
| Islam ki Rahnumai |
Hamari koshish hai ke logon tak Deen-e-Islam ki sahi samajh pahunch sake aur har shakhs Qur'an aur Sunnat ki roshni me apni zindagi behtar bana sake.
Islam Ki Rahnumai @Mz ka maqsad kisi firqe ya shakhsiyat ki tanqeed nahi, balki mohabbat, ilm, akhlaq aur hidayat ka paigham aam karna hai.
Hum dua karte hain ke Allah Ta'ala hamari is chhoti si koshish ko qabool farmaye aur ise logon ke liye nafa ka zariya banaye.
JazakAllah Khair

0 Comments